Type Here to Get Search Results !

youtube par video upload kaise kare in 2024 latest method

Hello dosto aaj hum aapko YouTube video streaming platform ke bare me batane wale hai. Aap Yaha per kis Prakar se YouTube video aasani se upload kar sakte hai. Is post me hum aapko YouTube videos uploading se related sabhi jankari denge. YouTube Ek bahut bada video streaming platform hai. Aapke dwara yaha per dala gaya video ek bahut bade audience tak pahuchta hai. Aap isee platform ke dwara aap aasani se famous ho sakte ho. YouTube per video upload karna kafi Aasan hota hai per apni videos per views lane ke liye aapko sabhi jankari sahi se bharana jaruri hota hai. Is post me hum aapko YouTube videos upload karne ki best method batayege. 
how to video upload in youtube
Aap logo ko pata hi hoga. youtube per aapke jitne adhik subscriber honge. Abe utane hi jaldi famous honge. Aapko pata hona chaiye ki kewal video ko upload karne see much nahi hota hai. Usme aapko title, Description aur tags ko sahi tarike se dalana hota hai. Tabhi aapke videos me jayda views aayenge.
Is post me Hum aapko YouTube video upload karne ke saath saath youtube par sabhi jankari sahi  jankari denge. YouTube par aapko video upload karne see pahle aapko YouTube par apna channel banana padta hai. Hum aapko batate YouTube par Youtube channel kaise banate hai.

Mobile se youtube per kaise channel banaya jaye

Step-:1 sabse pahle aapko youtube app ko open kare lena hai.
Step-:2 ab aapko right corner me upper ke aur profile image par click kare.
Step-:3 ab aap yaha par apni channel ki ek image ko upload kare dijiye.
Step-:4 ab aapko handle wale option par hai. Aapko yaha par aapke channel ka handle name bana lena hai.
Step-:5 ab aapko your channel wale option par click kare lena hai.
  • Title-: ab yaha aapko apne video ka title fill kare lena hai.
  • Description-: yaha par aapko apne video se related sabhi jankari likh deni hai. Aap yaha par apne social media accounts ke links bhi de sakte hai.
  • Thumbnail-: aap yaha apne video ka thumbnail upload kare lena hai.
  • Playlist-: aap apne videos ki playlist create kare sakte hai.aap jis bhi playlist me ye video add karna chahte hai to aap usse playlist ko select kare lijiye.
  • Monetization-: aapke youtube channel ka monetization on hai to aap yaha pe apne video ko monetize kar sakte hai aur ads me aap koi change bhi karna chahte ho to yaha se kare sakte ho.
  • Ad suitability-: aapko yaha par none of the above par click karna hai. Fir aapko submit rating par click kare lena hai. Ab aapko yaha nichhe next button par click kare dena hai.
  • Video elements-: aap yaha par video me subtitles ko add kare sakte hai. Aap add an end screen option se video ke last me end screen se apne channel par upload video ko add kar sakte hai aur apni profile lagakar youtube channel ko subscribe bhi Kara sakte ho. Add cards option me aap video me cards add kare sakte hai. Jo ki video button par dikhega.
  • Checks-: ab aapko niche next par click kar dena hai.
  • Visibility-: yaha par aapko bahut sare options dekhne ko milenge aapko only public option ko select kare lena hai.
  • Schedule-: aap isee option ke dwara video ko ek time par set kare sakte ho. Video usee time par upload ho jaayegi.
Step-:6 ab aapka youtube channel create ho Chuka hai. ab aapko hum batate hai. youtube par apni videos kaise upload kare sakte ho.

Mobile se youtube par video upload kaise kare full guide in 2024

YouTube per video download karne se pahle aapko video upload karne se pahle bahut so batoo ka pata hona jaruri hai. Video me koi copyright issue na ho. Aap youtube par pahle se mojod kiss bhi video ko download kare ke vapas se reupload nahi kare sakte ho.
Aap kisi ke bhi content ko aap upload nahi kare sakte ho. Aapko apna video khud bana kare ke hi upload karna hai. Video ko upload karne ke liye aapko humari dwara batayege gayi kuch simple so steps ko follow karna hai.
Step-:1 aapko YouTube application ko open kare lena hai.
Step-:2 aapko ko niche diye Gaye hue plus wale icon ko click kare lena hai.
plus wale icon par click kare
Step-:3 iske baad video upload ke option ko select kare. Yadi video banana hai to create shorts par click kare.
upload video wale option ko select kare
Step-:4 ab aapko storage ki permission lege ga. Jiske liye aapko allow access par click kare.
allow access button par click kare
Step-:5 aap jis video ko upload karna chahte ho. Aapko usee video ko select kare le. Yadi aapka video 60 second ya usee ka time ka ha to usee short video bana  kare upload kar sakte hai.
video select kare
Step-:6 iske baad nichhe ki taraf next option par click kare.
next button par click kare
Step-:7 ab sabhi details ko sahi se dale fir next option par click kare.
details fill up kar next button par click kare
Step-:8 ab aapko audience karna hai. No, it's not made for kids option ko select kare ke upload video par click karna hai.

second option ko select kare
Step-:9 aap apne video ko upload hote hue dekhna chahte ho to aapko niche library option ke baad aapko your video par click kare.
aapka video upload hona start ho jayega
Step-:10 aapko yaha par upload ki hui sabhi videos yahi dekhne ko mil jayegi

Laptop se youtube par video kaise upload kare

Aapko sabse pahle youtube ki official site par aa jana hai aur aapko yaha par apne Gmail I'd se login kar lena hai. Jise aapka youtube channel bane jayega.
Step-:1 aapko sabse pahle upload ke icon par click kar lena hai. Fir aapko upload video pe click karna hai.
Step-:2 ab aapko select file pe click karna hai aur video ko select karke open pe click kar lijiye. ab aapka video upload hona shuru ho jayega.
Jab aapki video upload ho jaayegi to finished processing dikha jayega.

Conclusion

Friend Aaj humne aapko youtube channel ko create karne aur youtube par video ko kaise step by step upload karte hai iski puri jankari di. Aapko humari ye post achhi lagi hogi. Aap hamare channel ko subscribe bhi kare sakte hai. Taki jab bhi humari new post aaye tab aapko iska notification sabse pahle mile Jaye. Aapse fir milte hai ek new post ke saath.
Tags

Post a Comment

0 Comments
* Please Don't Spam Here. All the Comments are Reviewed by Admin.